Usool al Hadith
ZAIF HADITH KISE KAHTE HAI
ZAIF HADITH Alfazi taur par, Zaif ka matlab “Kamzor” hota hai. Hadith ke lihaz se daif riwayat usko bolte hai jo hasan riwayat ke darje ke niche ki riwayat hoti hai. Is hadith me ek ya ek se zyada Sihhah(sahih) ki sharte puri nahi hoti hai. AL-Bayqoonee ne Uloom al Hadeeth me is hadith ki […]
MURSAL HADITH
Mursal alfaz “Arsala” se aya hai jiska matlab khula chorna(to set free) hota hai. Yeh alfaz isliye istemal hota hai kyuki is riwayat me raawio ke jod(chain) me ek raawi chuta(ommitted) hua hota hai. Hadiths ke pashmanzar me ye us riwayat ko kahte hai jisme aankhri raawi(sahaba) chute hue(ommitted) hote hai. Fuqahaa ne aam taur […]
HASAN HADITH KISE KAHTE HAI ?
taur par Hasan alfaz ka matlab “khubsurat; be-aeb; acha” hota hai. Bahr-haal, Hadith ke pashmanzar ke mutabik, ye us hadith ko kahte hai jo Saheeh aur da’eef ke bich ke darje ki hoti hai. Imam At-Tirmizi r.a. pahle shaks the hasan alfaz ko takneeki taur […]
SAHIH HADITH KISE KAHTE HAI ?
Ek hadith ko Islamic shariat ke mutabik qubul hone ke liye paanch sharto se guzarna padta hai, shariat ke farman ke taur par. Ibn as-Salaah ne Hadeeth Saheeh ki wazahat kuch aese ki hai: “Ek Sahih hadith wo hai jisme musalsal(continuous) isnaad hai, sachhe riwayati jo sachhe rawio se riwayat karte hai, jo beqaidgi(irregularities) ya […]