Hazrat-Abdullah-bin masood(r.t.a) ki biwi( wife) Zainab(r.t.a) ka biyaan hai ke 揂bdullah- bin masood(r.t.a)� ne meri garden me ek � Dhaga� dekha to pucha� ye kya hai? Main ne kaha� ye dam kiya hua 揇haga� mujhe diya gaya hai, To 揂bdullah-bin masood(r.t.a)� ne wo 揇haga� kaat dala aur farmaya: yaqinan � abdullah ka khandaan shirk se door hai"....
Hazrat-Aaqbah-Bin-Aamir(r.t.a) farmate hain ke Rasool-Allah{sws}ne farmaya: jisne "Taweez" latkaya Allah iski hajat puri na kare. (*Abu-Dauood*)
Hazrat-Abdullah-Bin-Aakim(r.t.a) farmate hain k Rasool-Allah{sall扐llaahu ta抋alaa alaihi wa� sallam} ne farmaya:jisne 揟aweez� latkai usne Shirk kiya. (*Musnad-Ahmad/Trmizi*) Hazrat-Imraan-Bin-Haseen(r.t.a) se rawayat hai ke Nabi{sall扐llaahu ta抋alaa alaihi wa� sallam} ne ek Aadmi ke Hanth(hand) me pital ka bana hua � Kada(chodi)� dekha to daryaft kiya: Ye kya hai? Isne jawab diya ke ye kamzori se bachne ke liye hai� To aap{sws} ne farmaya: isse utaar kar phek do� isliye ke ye kamzori hi me ezafa karega抋ur isse pahne hue teri 搘afaat(death) � ho gai to tu kabhi kamyaab nahi hosakta�. (*Musnad-Ahmad*) Hazrat-Makeem(r.t.a) se marwe hai Nabi ( sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya: Jisne kisi cheez (taweez,dhaga) ko latkaya to uska bharosa usi par kardiya jata hai. (*Tirmizi/Musnad- Ahmad*).......
🌷🌷🌷🌷🌷🌷MAKTABA AL FURQAN SAMI GUJARAT 9998561553 🌷 🌷 🌷 🌷 🌷 🌷 🌷 🌻 🌻 🌻 🌻 🌻 🌻
No comments:
Post a Comment