Khus khbri for....hanfi-dewbandi-barelwi bhai assalaamu alaikum wrh....katuh
ahle hadees ki a,amal
Hanfi...fiqah se sabit.
aam tor se hamare
Hanfi biradaraan.
Ahle hadeeso ke amal ko dekh kar.
Naya tareeka nikalne wale...gumraah
bad-aqeeda...
wagairah-wagairah
Ke khitaab se nawazte hain.
ahle hadeeso ke a,amal ki daleel...hanfi maslaq ki motbar kitabo se pash karen.
Taki haq wajeh ho jaay.
Our...doodh ka doodh.
Our...pani ka pani.
Ho jaay.
hanfi bradaraan in daleelo ko padhkr jaroor gour farmaaynge.
Emaam abu haneefa...rhmtul.....
Ne farmya
1---log hamesha behtari me rahenge jab tak ki unme koi hadees talab karne wala rahega.
(((.Aalamgiri jild 1-.)))
2---chhod do meri qoul ko hadees ke samne.
(((.shrah wiqaya.)))
3---jab sahi hadees mill jaay wahi mera majhab hai.
(((.Aalam giree jild-1.
4---deen me raay se bacho.
Sunnat ke tabe raho.
Our jo usse bahar
Gumrahi hai.
(((.aalam giree jild -1.
5---kitaab sunnat me sabkuch moujood hai.
(((.aalam giree jild -1.
6---hadees ka radd karne wala gumraah hai.
hidaya jild -1.)))
7---hadees emaam ke qoul pr muqaddam hai.
hidaya jild -1.)))
8---jo hadees jaeef hai.
Uspar a,mal na kiya jayga.
durre mukhtaar jild -1
9---aafat taqleed se padi hai.
durre mukhtaar jild-1
10---fas aloo ahlazzikre in kuntum laa ta,lamoon..
Se muraad...quraan our hadees ka huqam daryaaft karna hai.
logo ki baate maan lene ka huqm nahin hai.
muqadama aalam giree jild-1.)))
11---yahoodi wa nasara apne molvi our darwesho ka kahna maante thy.
Isliye Alaah ne unhe mushriq farmaya.
momin ko huqm kiya ki logo ke qoul mat puchho...balki ye puchho
Ki...Alaah ka huqm kya hai.
muqaddama aalam giree jild -1.)))
12---niyat zubaan se kahna bida,at hai.
durre mukhtaar jild-1
13---gardan ka masaah bid,at hai.
Our iski hadees moujo hai.
durre mukhtaar jild-1
14---naaf ke neeche haath bandhnae ki hadees...ba-ittefaaq
Aaimma muhaddisen jaeef hai.
hidaya jild -1-)))
15---seene pr haath baandhne ki hadees
ba-ittifaak aaimma muhadiseen sahi hai.
sharah wikaya.)))
16---emaam ke peeche sureh fatiha
na-padhne ki hadees jaeef hai.
hidaya jild-1
17---hadees aameen-bi-zahar(.Ba aawaz.)
Ki sabit hai.
hidaya jild -1
Sharah wiqaya.)))
18---rafaydain na--karne ki hadees jaeef hai.
sharah wiqaya.)))
19---haq ye hai...ki
Muhammad salAllaahu alaihi wasallam...
Se rafaydain sahi sabit hai.
hidaya jild -1.)))
20---tarawih 20 raqat
Ki hadees jaeef hai.
durre mukhtaar jild-1
Hidaya jild-1.)))
21---tarawih 8 raqa,at
Ki hadees sahi hai.
sharah wiqaya.)))
Behtr hai...inko hidayat ki dua,a kee jaay.
No comments:
Post a Comment