IFTAR ME JALDI KARNA AUR SAHERI ME DER SE KHANA AMBIYA IKRAM (SAW) KI SUNNAT HAI

Bismillahirrahmanirraheem

Hazrat abu darda (r.a) khetey hai rasool allah Sallahu alaiwasallam ne farmaya teen batein akhlaque nabuwat se hai
(1) roza jaldi iftar karna
(2) saheri der se khana
(3) namaz me daya hath baye ke upar bandhna
((SAHIH AL-JAMIYA AL-SAFIR RAQMUL HADEES 3034))

AJ is hadees ke aur sunnat ke bilkul ulta karte hai kuch musalman sehri me jaldi karte hai aur iftar me deri karte hai etiyat ke taur par waqt hone ke bawajud 5 minet rukhte hai kya ye ehtiyat nabi aur sahaba ko nahi tha ??

No comments:

Post a Comment