Bismillahirrahmanirraheem
Hazrat anas (r.a) se riwayat hai Rasool allah SALLAHU ALAIWASSALLAM ne farmaya saheri khao kiyunke saheri khane me barkat hai
((AL LULU WAL MARJAN RAQMUL HADEES : 665))
Aj hamare kuch bhai sehri nahi karte shayad is wajah se ke dil nahi karta khana tik nahi hai etc...
yaad rahe sehri me barkat hai thoda hee sahi par khehe zarur aur sehri akhri akhri waqt me karna chahiye kyunki 1 hadees phele guzar chuki ke sehri me dheri karna chahiye
NEEND SE UTH JANE KE BAAD JAAN BUJH KAR SAHERI TARK NAHI KARNI CHAHIYE
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment