Quraan ka paighaam

*Qur'aan ka Paighaam*

*Us se zaalim kaun hai jise Allaah ki Aayaten dikhaai jaye aur woh use na maane*
Surah Kahf 18: 57
Surah Jaasiya 45: 6 -8

*Allaah ko chhor kar uske bandon ko mat pukaaro*
Surah A’raf 7: 194 – 197
Surah Younus 10: 28 - 36
Surah Nahl 16: 20 - 21
Surah Kahf 18: 102

*Allaah shirk karne waalo ko kabhi maaf nahi karega*
Surah Nisa 4: 48
Surah Nisa 4: 116

*Aksar log Imaan laane ke baad bhi shirk karte hain*
Surah Yousuf 12:106

*Agar koi Nabi bhi shirk karta, to uske a’amaal bhi barbaad ho jate*
Surah An’am 6:83-88
Surah Isra 17:39
Surah Zumar 39:65

*Sirf Allaah se he dua maango aur wahi dua qubool karne wala hai*
Surah Baqarah 2: 186
Surah Ibrahim 14: 39
Surah Ghaafir 40: 60
Surah Shoora 42: 25 – 26

*Sab ke sab Allaah ke saamne faqeer aur muhtaaj hain*
Surah Fatir 35: 15

*Murde ya jo qabro me hain, sun nahi sakte*
Surah Naml 27: 80
Surah Fatir 35: 22

*Qiyaamat ke din apni marzi se koi kisi ki Sifaarish nahi kar payega*
Surah Baqarah 2: 255
Surah An’am 6: 51, 70, 94
Surah Younus 10: 3
Surah Mariyam 19:87

*Ghaib ka ilm sirf Allaah ke paas hai*
Surah Ali-Imran 3: 179
Surah Maidah 5: 116
Surah An’am 6: 59
Surah Hood 11: 123

*Kisi Nabi ko bhi ghaib ka ilm nahi tha*
Surah Maidah 5: 109, 116 – 117
Surah Hood 11: 25 – 31

*Muhammad (ﷺ) bhi ghaib nahi jaante the*
Surah Ali-Imran 3: 44
Surah An’aam 6: 50
Surah A’raf 7: 188
Surah Anfaal 8: 60

*Allaah apne Rasoolon me se jisko, jitna chahta hai Ghaib ka ilm ata kar deta hai*
Surah Ali- Imran 3: 179
Surah Jinn 72: 26-27
Surah Hood 11: 49
Surah Yousuf 12: 102

*Muhammad (ﷺ) khud apne fayde aur nuqsaan ka koi ikhtiyaar nahi rakhte the*
Surah A’raf 7:188

*Saare Rasool Bashar (Insaan) the*
Surah Hood 11: 25 – 27
Surah Ibrahim 14: 10 – 11
Surah Mu’minoon 23: 23 – 24, 32 – 34
Surah Hajj 22: 75

*Nabi (ﷺ) bhi ek bashar aur Rasool the*
Surah Isra 17: 90 – 96
Surah Kahf 18: 110
Surah Mu’minoon 23: 3
Surah Fussilat 41: 6

*Allaah aur uske Rasool ke muqaable me Baap, Dada Aur Buzurgon ke pichhe mat chalo*
Surah Baqarah 2:170
Surah Maidah 5:104
Surah Luqmaan 31:21
Surah Ahzaab 33:66-68

*Sirf Gumaan aur atkalo ke pichhe mat chalo*
Surah An’am 6: 128

*Aksariyat ke pichhe mat chalo*
Surah An’am 6: 116
Surah A’raf 7: 3, 70, 71

*Rasoolullah (ﷺ) ki ita’at hi nijaat ka behtareen zariya hai*
Surah Ali-Imran 3: 31, 32, 12
Surah Nisa 4: 59, 64, 65, 69, 80, 115
Surah Maidah 5: 92
Surah Anfaal 8: 20

*Jo Allaah aur uske Rasool de, bas usme he raazi raho*.
Surah Ahzaab 33:36
Surah Hashr 59:7

Jazaakumullahu khair'an Wa-Ahsanul Jazaa.

No comments:

Post a Comment