KHUSHK NAJASAT MAZAR NAHI
Question :
Kia peshab jab khushk hujaye to is jagah per bethny sy kapry napak nahi hoty? yani aik bachy ny zameen per peshab kia, yh peshab issi tarhan zameen per majod raha aur dhouay bagair hi khushk hugaya,aik shakhs aya aur is khushk zameen per baith gaya to kia is sorat mai is k kapry napak ho jayain gey?
Answer :
khushk najasat ka jism ya khushk kapron per lagna gair mazar hai, issi tarhan khushk nangy paon khushk gusal khany mai dakhil hona bhi gair mazar hai.najsat sirf ter (geeli) huny ki sorat mai suraiyat kerti hai. (shiekh ebn jabreen)
No comments:
Post a Comment