Dua

قرآن کی بہترین دعائیں�� ▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
❤اگر صالح اولاد چاہتے ہو تو:
رَبِّ هَبْ لِي مِنْ لَدُنْكَ ذُرِّيَّةً طَيِّبَةً إِنَّكَ سَمِيعُ الدُّعَاءِ‬‬
رَبِّ لَا تَذَرْنِي فَرْدًا وَأَنْتَ خَيْرُ الْوَارِثِينَ‬‬��
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
��اگر تمہیں اس بات کا خوف ہو کہ تمہارا دل گمراہ ہو جائے گا:
رَبَّنَا لَا تُزِغْ قُلُوبَنَا بَعْدَ إِذْ هَدَيْتَنَا وَهَبْ لَنَا مِنْ لَدُنْكَ رَحْمَةً إِنَّكَ أَنْتَ الْوَهَّاب��ُ‬‬
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
��اگر چاہتے ہو کہ تمہیں شہادت جیسی سعادت میسر ہو:
رَبَّنَا آمَنَّا بِمَا أَنْزَلْتَ وَاتَّبَعْنَا الرَّسُولَ فَاكْتُبْنَا مَعَ الشَّاهِدِينَ‬‬ ��
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
��☝اگر کسی بڑی مشکل اور پریشانی میں گرفتار ہو تو:
حَسْبِيَ اللَّهُ لَا إِلَهَ إِلَّا هُوَ عَلَيْهِ تَوَكَّلْتُ وَهُوَ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ‬ ��‬
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓ ‬‬
��اگرچاہتے ہو آپ اور آپ کی اولاد نماز کی پابند رہے تو:
رَبِّ اجْعَلْنِي مُقِيمَ الصَّلاةِ وَمِنْ ذُرِّيَّتِي رَبَّنَا وَتَقَبَّلْ دُعَاءِ‬ ��‬
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
��اگر چاہتے ہو کہ آپ کی بیوی اور اولاد آپ سے ہمیشہ وفادار رہیں تو:
رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا ��
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
��  اگر اچھے گھر کی تلاش میں ہو تو:
رَبِّ أَنْزِلْنِي مُنْزَلًا مُبَارَكًا وَأَنْتَ خَيْرُ الْمُنْزِلِين��َ
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
����اگر چاہتے ہو کہ شیطان تم سے ہمیشہ دور رہے تو:
رَبِّ أَعُوذُ بِكَ مِنْ هَمَزَات«الشَّيَاطِينِ وَأَعُوذُ بِكَ رَبِّ أَنْ يَحْضُرُونِ ��
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓ ‬‬
��  اگر جہنم کے عذاب سے ڈرتے ہو تو:
رَبَّنَا اصْرِفْ عَنَّا عَذَابَ جَهَنَّمَ إِنَّ عَذَابَهَا كَانَ غَرَامًا ��
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
��اگر اس بات کا خوف ہو کہ اللہ تعالی تمہارے اعمال قبول نہیں کرے گا تو:
رَبَّنَا تَقَبَّلْ مِنَّا إِنَّكَ أَنْتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ ‬��‬
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
����اگر پریشان حال ہو تو:
إنما أَشْكُو بَثِّي وَحُزْنِي إِلَى اللَّه ��
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓
☺☝اپنے دوستوں اور احباب کو ان قرآن دعاؤں سے مطلع فرمائیں، شاید کسی کی مشکل کا حل انہی دعاؤں میں سے کسی ایک دعا میں ہو۔
▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓▓

��������������

Maktaba al furqan guj 99985615553

Islamic name

The name of Allah Meaning in Urdu Meaning in English

Ar-Rahmaan Buhat meharban The Compassionate,
Ar-Raheem Nehayat raham wala The Merciful
Al-Malik Badshah The King
Al-Quddoos Pak Zat The Holy
As-Salaam Salamti Wala The Source of Peace,
Al-Mu'min Aman dene wala Guardian of Faith
Al-Muhaimin Nigrani karne wala Protecto
Al-Azeez Ghalib The Mighty
Al-Jabbaar Zabardast The compeller
Al-Mutakabbir Barayi wala The Majestic
Al-Khaaliq Banane wala The Creator
Al-Bari' Paida karne wala The Evolver
Al-Musawwir Surtein banane wala The Fashioner
Al-Ghaffaar Bakhshne wala The Great Forgiver
Al-Qahhaar Dabao wala The Dominate
Al-Wahhaab The Bestower
Al-Razzaaq Rozi dene wala The Provider
Al-Fattaah Kholne wala The Opener
Al-Aleem Janne wala The all khowing
Al-Qaabiz Tung karne wala The constricter
Al-Baasit Kushada karne wala The Expander
Al-Khaafid Past karne wala The Abaser
Ar-Raafi Buland karne wala The Exalter
Al-Muiz Izzat dene walaThe Honorer
Al-Muzil Zaleel karne wala The dishonorer
As-Samee Khoob sunne wala The all hearing
Al-Baseer Khoob dekhne wala The all seeing
Al Hakam Faislah karne wala The Judge
Al Adl Insaaf karne wala The one who is entitled to do what he does
Al Lateef Mehar baan The Subtle oneAl Khabeer- Khabar rakhne wala The Aware
Al-Haleem Burd bar The Forebearing
Al-^Azeem Buhat Azmat wala The Great one
Al-Ghafoor- Khoob bakhshne wala The all forgiving
Ash-Shakoor Qadar dan The Graeful
Al-^Aliyy Bulandi wala The most high
Al-Kabeer Buhat bara The most great
Al-Hafeez Hifazat karne wala The preserver
Al-Muqeet Rozi punchane wala The Maintainer
Al-Haseeb Kafayat karne wala The Recknor
Aj-Jaleel Buzurgi wala The Sublime one
Al-Kareem Izzat walaThe Generous One
Ar-Raqeeb Nigehbaan The watcher
Al-Mujeeb Qabool karne walaThe Responsive
Al-Wasi Kashaish wala The Vast
Al Hakeem Hikmat walaThe Wise
Al-Wadood Muhabbat karne wala The Loving
Al-Majeed Bari shan wala The most glorious one
Al-Ba^ith Uthane wala The reserrectorAsh-Shaheed Hazir The witness
Al-Haqq Sacha Malik Thetruth
Al-Wakeel Kaam bananee wala The trustee
Al-Qawiyy Zor aawar The Most Strong
Al-Mateen Quwat wala The firm one
Al-Waliyy Himayat karne wala The protecting friend
Al-Hameed Khoobyon wala The priseworthy
Al-Muhsee Ginne wala The counter
Al-Mubdi' Pehli bar paida karne wala The Originator
Al-Mu^eed Dobara paida karne wala The Reproducer
Al-Muhyi Zindah karne wala The Restorer
Al-Mumeet Marne wala The Creator of Death
Al-Hayyo Zindah The Alive
Al-Qayyoom Sab ka thamne wala The Self-Subsisting
Al-Waajid Pane wala The Perceiver
Al-Majid Izzat wala The Glorious
Al-Waahid Akela The Unique
Al-Ahad Aik The One
As-Samad Be ahteaj The Eternal
Al-Qaadir Qudrat wala The Able
Al-Muqtadir Moqdor wala The Powerful
Al-Muqaddim Aage Karne Wala The Expediter
Al-Mu'akh-Khir Piche karne walaThe Delayer
Al-Awwal Sab se pehle The First
Al-Akhir-Sab se aakhir-
Az-Zaahir Zahir The Manifest
Al-Baatin Poshidah The Hidden
Al-Walee Malik The Governor
Al-Muta-ali Buland Sifaton wala The Most Exalted
Al-Barr Ahasaan karne wala The Righteous
At-Tawwaab Toba Qabool karne wala The Acceptorof Repentance
Al-Muntaqim Badlah lene wala The Avenger
Al-Afuww Muaf karne wala The Pardoner
Ar-Ra'uf Narmi karne wala The Compassionate Malik
Al-Mulk Badshahi ka malik The Eternal Owner of Sovereignty
Zul-Jalal wal-Ikram Jalal wala The Lord of Majesty and Bounty
Al-Muqsit Insaf karne wala The Equitable
Aj-Jaami Ikatha karne wala The Gatherer
Al-Ghaniyy Be parwa The Self-Sufficient
Al-Mughni Be parwa karne wala The Enricher
Al-Maani Rokne wala The Preventer
Ad-Daarr Noqsan punchane wala The Distresser
An-Nafi Nafa punchane wala The Propitious
An-Noor Roshan karne wala The Light
Al-Haadi Hidayat dene wala The Guide
Al-Badi Nayi tarah paida karne wala The Incomparable
Al-Baaqi Baqi rehne wala The Everlasting
Al-Waariso Sab ka Waris The Supreme Inheritor
Ar-Rasheed Nek rah batane wala The Guide to the Right Path
As-Saboor Sabar karne wala The Patient

Babri masjid ki tarikh

[7:34pm, 06/12/2014] ‪+91 94270 13951‬: بابری مسجد کی مختصر تاریخ
1528ء کوایودھیا ضلع فیض آباد اودھ کے مقام پر مغل بادشاہ ظہیر الدین بابر کی جانب سے اودھ کے گورنر میر باقی کے زیر اہتمام تعمیرکی گئی ۔

تنازعہ کا آغاز: 15 جنوری 1885ء کو سب جج فیض آباد کی عدالت میں مسجد سے سو قدم کے فاصلے پر رگھبیر داس نام کے ایک شخص نے مندر تعمیر کرانے کی اجازت مانگی جو رد ہوگئی۔
مسجد کو نقصان: 1936ءکے فرقہ وارانہ فسادات میں مسجد کو کچھ نقصان پہنچا۔

ناجائز قبضہ:22،23 دسمبر 1949ء کی درمیانی سرد رات میں کچھ لوگوں نے اندھیرے کا ناجائز فائدہ اٹھاتے ہوئے مسجد میں رام لیلا کی مورتیاں رکھ دیں۔

23دسمبر کو فیض آباد کے ڈسٹرکٹ مجسٹریٹ نے وزیر اعلیٰ یوپی پنڈت گووند ولبھ پنت چیف سکریٹری اور ہوم سکریٹری کے نام اس مضمون کا تار روانہ کیا۔ '' 23 دسمبر کی رات میں جب مسجد میں سناٹا تھا اچانک کچھ ہندو وہاں گھس گئے اور غیر قانونی طور سے ایک مورتی وہاں نصب کردی ڈسٹرکٹ مجسٹریٹ اور سپرنٹنڈنٹ نے فوراً ہی جائے واردات پر پہنچ کر صورتحال کو قابو میں کیا۔ '' یہ بیان ایک کانسٹبل ماتادین کی عینی شہادت پر مبنی تھا۔

وزیر اعظم پنڈت جواہر لعل نہرو نے وزیر اعلیٰ کو سخت ہدایت دی کہ مسجد کے ساتھ ناانصافی کو ختم کیا جائے۔ ڈسٹرکٹ مجسٹریٹ نے اس پر عمل کرنے کے بجائے استعفیٰ دے دیا۔ ضلع فیض آباد کانگریس کمیٹی کے سکریٹری اکشے برہمچاری نے اس زیادتی پر سخت احتجاج کیا۔

1950ء میں انہوں نے مسجد پر ناجائز قبضہ کے خلاف دو مرتبہ برت بھی رکھا۔ 29دسمبر 1949 ءایک ضلع مجسٹریٹ نے حالات کو جوں کا توں برقراررکھتے ہوئے اس عمارت کو سرکاری تحویل میں لے لینے کا حکم دیا اور اس کا ایک رسیور مقرر کردیا۔

مسلمانو ں پر مسجد میں داخلہ پر پابندی عائد کردی اورپوجا کے لئے چار پجاری مقرر کردئے ۔

1950ء میں مسجد میں تالا لگا دیا گیا مگرمحدود پیمانے پر پوجا ہوتی رہی 16جنوری 1950ء کو گوپال سنگھ وکیل کی درخواست پر سول جج نے فیصلہ سناتے ہوئے وہاں حسب سابق مورتیاں رکھی رہنے اور پوجا کے عمل کو جاری رہنے کا حکم دیا۔

17اکتوبر 1984ء کو رام جنم بھومی ایکشن کمیٹی کا قیام عمل میں آیا اور 1985ء کے آغاز میں تالا کھولنے کی تحریک کو وشو ہندو پریشد نے اپنے ہاتھ میں لے لیا۔

25 1986ء جنوری کووکیل نے منصف کی عدالت میں تالا کھولے جانے کیلئے درخواست دی منصف نے اس پر کوئی فیصلہ نہیں دیا۔

31 جنوری 1986ء کو وکیل نے ڈسٹرکٹ جج ایم کے پانڈے کی عدالت مںاپیل کی جج نے سرسری سماعت کے بعد یکم فروری 1986ء کو تالا کھلوا کر عام پوجا کی اجازت دے دی صدر دروازہ کا تالا کھول دیا گیا اور پھر اس جگہ رام مندر کی تعمیر کا مطالبہ زور پکڑتا گیا۔

حملے : وزیر اعلیٰ ملائم سنگھ یادو کے دور میں 31 اکتوبر اور2 نومبر 1990ء کو کارسیوکوں کی ایک بھیڑ نے مسجد پر حملے کئے ، سی آر پی ایف نے گولی چلائی کچھ شرپسند ہلاک ہوئے ۔ مسجد کو کچھ نقصان پہنچا اور کلیان سنگھ کی وزارت کے دور میں بھی ایک بار 31 اکتوبر کو حملہ کرکے مسجد کی بیرونی دیوار کو نقصان پہنچا یا گیا۔

شہادت: 6دسمبر 1992ء کو دوپہر میں مسجد پر منظم حملہ کیا گیا ۔اور افسوس کہ اس دن شام تک 464 سالہ یہ قدیم تاریخی مسجد زمین بوس ہوگئی۔

آثار قدیمہ: اپریل 2002ء میں الہ آباد ہائی کورٹ نے متنازعہ زمین کے حق ملکیت سے متعلق مقدموں کی سماعت شروع کی۔ عدالت کے حکم پر ماہرین آثار قدیمہ نے یہ پتہ لگانے کے لئے کھدائی شروع کی کہ آیا اس جگہ کبھی رام مندر تعمیر تھا یا نہیں۔

غیر واضح: اگست 2003ء میں ماہرین نے کہا : انھیں مندر کی موجودگی کے شواہد ملے ہیں لیکن کوئی پختہ ثبوت پیش کرنے سے قاصر رہے، مسلمانوں نے اس فیصلے کو تسلیم نہیں کیا ۔

لبراہن کمیشن: جون 2009ء میں لبراہن کمیشن نے جانچ شروع کرنے کے 17سال بعد اپنی رپورٹ پیش کی۔

فیصلہ محفوظ :26 جولائی 2010ء الہ آباد کی لکھنؤ بنچ نے مقدمہ پر اپنا فیصلہ محفوظ رکھا فیصلہ سنانے کی تاریخ 24 ستمبر رکھی ایک رٹ دائر ہونے پر سپریم کورٹ نے فیصلہ کو مؤخر کردیا اور سماعت کی تاریخ 28 ستمبر طے کی ۔ 28 ستمبر کو عدالت عالیہ نے رٹ کو خارج کردیا اور فیصلہ سنانے کی تاریخ 30 ستمبر قرار پائی۔

تین حصوں میں تقسیم :30 ستمبر 2010ء الہ آباد ہائی کورٹ کا فیصلہ آیا، متنازعہ حصہ کو تین حصوں میں تقسیم کیا
1. 1528 me Mir Baki Ne Babri Masjid
Tamir Karwayi Aur Namaj Ka Silsila
Shuru Hua, Tuzk Babri aur Babarnama
me Kahi Pr Mandir Ka Jikr Nahi Hai.

2.1575 me Tulsidas Ne Ramcharitr Manas
Likhi Bt Kisi Bhi Mandir K Todne K Bare
Me Nahi Likha.

3. Babar K Khilaf Bolne
Wale Aur Uske Time K Guru Nanak Ne
Bhi Mandir Todne Ka Jikr Nahi Kiya Jab
Ki Nanak Ne Ayodhya me Kuch Time
Bitaya Tha.

4. 1857 me Masjid Ke Side Me
Deewar Utha Kr Khali Plot Me Se 1 Hissa
Hinduo Ko De Diya.

5. 1883 May Me
Hinduo Ne Us Hisse Me Mandir Banana
Chaha Mgr Govt Ne Permission Nhi Di.

6.
1885 24 Dec. Ko Court Ne Hinduo Ki
Mandir Banane Ki Arzi Radd Kar Di,
Hinduo Ne Khud Use Babri Masjid Likha
Us Time Tk Hinduo Ka Babri Masjid Pr
Koi Dawa Nahi Tha.

7. 1886 26 March Ko
Court Ne Hinduo Ki Appeal Bhi Kharij
Kar Di.

8. 1877 Pahli Bar Faizabad Grant
Ne H.R.NAVAIL Ne Bina Kisi Sabut
(evidence) K Ye Note Chadhaya"1528 Me
Babar Ne 1 Hafta (Week) Ayodhya Me
Bitaya, Mandir Ko Toda Aur Masjid
Tamir Ki"Jab Ki Itihas (history) K Mutabik
Babar Kabhi Ayodhya Gaya Hi Nahi
Tha.Wo Ayodhya Se Kewal 110 k.m. Door
Se Guzra Tha.

9. 1934 Hindu-Muslim
Dango K Dauran Babri Masjid Ko Nuksan
Pahuncha.

10. 1949 22 Dec. Ki Raat Me
Masjid K Andar Murtiya (statues) Rakhdi
Gai.23 Dec. Ko Court Ne Tala Dalwa
Diya,Musalmano Ki Namaj Par Rok Aur
Hinduo Ko Puja Ki Ijajat (Permission)
Dekar Pahli Bar Masjid Vivadi Bana Di
Gai.

11. 1950 16 Jan. Ko Musalmano Ne
Masjid Bahali K Liye Court Me
Application Di,, Mgr Court Ne Murti (idol)
Na Hatakar Hinduon K Puja- Path Ko
Barkarar Rakha.

12. 1951 1 July Ko Court
Me Comissioner S. P. Ka Bayan Diya Ki
Yeh Babri Masjid Hai Aur Musalman 1925
se 1949 Tak Yahan Namaz Ada Karte
Rahe Hai.

13. 1986 27 Jan Ko Faizabad
Court Me Hinduo Ne Babri MasjidPar
Kabza Karne Ki Application Di.28 jan Ko
Court Ka Order Hua Ki Tamam Cases
High Court Transfer Ho Jaye isliye Arzi
Radd Ki Gai.

14. 1986 30,31 Jan Ko Order
K Khilaf District Judge K Yahan Appeal Ki
Gai.Musalmano Ne Bhi Arziya Di.
Sab Radd Kr Di Gai.

15. 1 Feb Ko High
Court Ki Parwah Na Karte Hue District
Judge Ne 4:45 Pr Tala Kholne Ki Order De
Diya. 5:12 Pr Tala Khola Gaya Aur Puja-
Path Shuru Kr Di Gayi, 2 Baje Se Hi
Faizabad Me P.A.C. Ki 7 Companis Laga
Di Gai Thi.Muslim Areas Ko Gher Liya
Gaya & Raat Me T.V. Pr Puja & Darshan
Telecast Kiya Gaya Aur Nateeje Me India
Me Dange Bhadak Uthe.

16. 1989 Nov Me
High Court Ne Babri Masjid Se Mili Hui
Jagah Ko As It Is Rakhne Ka Order Diya
But Usi jagah Pr Shilanyas Ki Rasam Ki
Gai.

17. 1990 Sep. Me Aadvani Ne
Hinduon Ko Bhadkane K Liye Somnath Se
Ayodhya Tk Rathyatra Ka Program. 23
Oct Ko Bihar Ki Lalu Parsad Govt. Ne
Aadvani Ko Arrest Kar Liya.

18. 1991 Oct
Me Govt. Ne Masjid Ki 7.22 Acre Zameen
Aquire Kar Li.

19. 1991 Nov. Me Supreme
Court Ka U.P. Govt Ko Order Diya Ki
Masjid As It Is Rahne Diya Jaye.

20. 1992
May Se July Tk Kalyan Singh Ki (B.J.P.)
U.P. Govt Mandir Banane K Liye Usi Jgh
Pr Construction Karna Jari Rakha.22 July
Ko Supreme Court K SakhtAadesh {Order}
K Jawab Me Govt Apni Razamandi Di. Bt
Construction Jari Rakha Gaya.Nov me
U.P. Govt Aur Communal Organisation
Supreme Court Ko Yakeen Dilate Hain Ki
Ko Construction Work Nahi Hoga, Babri
Masjid Safe Rahegi Aur Uski Safety Ki
Jayegi.6 Dec Ko U.P. Govt Ki Sarparasti ,
Central Govt Ki Milibhagat Aur
Communal Parties Ki Shah Pr Pahle Se Tai
Plan K tahat Communal Terrorist
(karsewak) 5 Hours me Babri Masjid Ko
Shaheed Kar Diya ..
.

IKAMAT KE BAAD SIWAYE FARZ NAMAZ KE ILAWA KOI NAMAZ NAHI

Bismillahirrahmanirraheem

hazrat ibn e abbas rz. se marvi he ke ek martaba fajr ki namaz k liye ikamat hui to ek aadmi do rakate parhne ke liye khara ho gaya,nabi sallalaho alaihi wasallam ne use kapre se pakar kar ke khincha aur farmaya kya tum fajr ki char rakate parho ge?

(musnad ahmad ,jild 2, H#2130)

  Malum hua ke jo farz namaz ke ikamat ho jaye to siwaye us waqt ki farz namaz ke ilawa koi namaz nahi, isliye hame chahiye k dusri aur koi bhi sunnat ho ya nafil use chhor kar jamat me shamil ho jana chahiye

Jayada ye chiz payi jati hai ke subah ki farz namaz ki jamat hoti hai aur dusre log apni sunnate padhte rahte hai isliye khas jawjju de aur apni galti ko sudhar ne ki koshish kare

Khudkhushi

[3:21pm, 02/12/2014] Faisal koit: Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Jundub Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya pichley zamaney mein ek shaksh zakhmi ho gaya tha aur us sey usko badi takleef ho rahi thi aakhir usney churi (knife) se apna haat kaat dala aur khoon bahney laga jis ki wajah se wo mar gaya Allah taala ne farmaya mere bandey ne marney mein jaldi ki isliye mainey bhi jannat ko is par haram kar diya.
{Sahih Bukhari, Vol 4, 3463}

Thabit bin Ad-Dahhak Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisney kisi cheez se khudkushi kar li to usey Jahannam mein usi se azab diya jayega
{Sahih Bukhari, Vol 7, 6105}

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh khud ko apna gala ghont kar maar deta hai, to wo jahannam mein bhi apna gala ghont-ta rahega aur jo kisi teer ya barchi ( yani dhaardar cheez) se apney aapko maar daaley to wo jahannam mein bhi apney aapko isi tarah maarta rahega.
{Sahih Bukhari, Vol 2, 1365}
[3:24pm, 02/12/2014] Faisal koit: Hadith: Banda logo ki nazar mein Ahal-e-jahannam ke kaam karta rahta hai jabki wo jannati hota hai

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hazrat Sahal bin saad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek shaksh ko dekha jo musrekeen se jung mein masruf tha ye shaksh muslamano ke sahib-e-maal aur daulat waley logo mein se tha Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki agar koi chahta hai ki kisi jahannami ko dekhey to wo is shaksh ko dekhey, is par ek sahabi us shaksh ke peechey lag gaye wo shaksh barabar ladta raha aur aakhir zakhmi ho gaya phir usney chaha ki jaldi mar jaye aur apney talwar ki dhaar ko apney seeney ke darmiyaan rakh kar is par apney aap ko daal diya aur talwar uskey shaano ko cheerti huyee nikal gayee (is tarah wo khudkushi karke mar gaya)
Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (kabhi kabhi) banda logo ki nazar mein Ahal-e-jannat ke kaam karta rahta hai jabki wo jahannami mein se hota hai ek dusra banda logo ki nazar mein Ahal-e-jahannam ke kaam karta rahta hai jabki wo jannati hota hai aur Aamaal ka daromadar to khatmey par moquf (depend) hai
{Sahih bukhari, Vol 7, 6493}maktaba al furqan guj 9998561553

Bap kadarja zyada hai ya shohar ka

MARTABE K LIHAZ SE EK AURAT K LIYE BAAP KA DARJA ZYADA HAI YA SHOHER KA?
Sawal:
Assalamoalaikum
Martabe k lihaz se ek aurat k liye baap ka darja zyada hai ya shoher ka?

Asked By : Farhat ( Akola, Maharshtra, India)
Asked on : 06-11-2014, 9:52am
Asked In : Islam meri Zarurat (Ladies) group
—————-

Jawab:
QURAN aur AHADITH par nigah dalne se ye pata chalta hai k ek aurat ke liye uss ke shohar ka haq ziyada hai, uss ke baap ke muqabale mein.

Yaqeenan ek aurat ke liye martabe ke lihaz se uss ke shohar ka darja hi bada hai.
Ab iss darje ko kisi se compare yani muazana na kiya jaye.
Har ek ka apna apna haq hai.
Lakin jahaan takk shukra guzari aur farmabardari ka sawal hai, iss ka ziyada haqdaar shohar hi hai.

Iss ke kayi dalail maujood hain, jinn mein se kuch, main yahaan pesh karta hoon,

1. Sunan Tirmizi ki hadith iss tarah hai,
عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنْ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: «لَوْ كُنْتُ آمِرًا أَحَدًا أَنْ يَسْجُدَ لِأَحَدٍ لَأَمَرْتُ المَرْأَةَ أَنْ تَسْجُدَ لِزَوْجِهَا»

Tarjuma:
Abu Huraira r.a. se riwayat hai,
Nabi s.a.w. ne farmaya,
Agar main (ALLAH ke alawa) kisi dusre ko sajad-e-ta’azeemi karne ka hukum deta to biwi ko hukum deta keh wo apne shohar ko sajadah kare.
(Sunan Tirmizi : 1159)

Iss hadith se maloom huwa keh
1. Shohar ka darja maa baap ke muqabale mein bada hai
2. Sajada-e-ta’azeemi bhi islam mein jayz nahee, kyunki agar iss ki ijazat hoti to biwi ko apne shohar ke liye hoti.
3. Sajad-e-ta’azeemi kisi bhi makhlooq ke liye jayaz nahee, chahe wo koi peer, faqeer, walee, shaheed, nabi ya farishta hi kyun ho.
3. Shohar, hukum ke eatebaar se aurat ke liye hakim hai.

Issi tarah ek khatoon ke liye, shadi se pehle uss ke maa baap uss ki jannat ke husool ka zariya bann sakte hain,
magar shadi ke baad, uss ka shohar hi uss ki jannat hai ya uss ki jahannam.

Jaisa keh hadith mein aata hai,
أَنَّ حُصَيْنَ بْنَ مِحْصَنٍ، أَخْبَرَهُ أَنَّ عَمَّتَهُ ” دَخَلَتْ عَلَى رَسُولِ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ذَاتَ يَوْمٍ، فَقَالَ: ذَاتُ زَوْجٍ أَنْتَ؟ قَالَتْ: نَعَمْ. قَالَ: كَيْفَ أَنْتِ لَهُ؟ قَالَتْ: يَا رَسُولَ اللهِ مَا آلُوَهُ إِلَّا مَا عَجَزْتُ. فَقَالَ: انْظُرِي كَيْفَ أَنْتِ لَهُ، فَإِنَّمَا هُوَ جَنَّتُكِ وَنَارُكِ ”

Tarjuma:
Husain bin Mihsan r.a. se riwayat hai, unhaun ne kaha keh,
Muzh se meri phoophi ne iss tarah bayan kiya keh, meri phoophi kehti hain,
ek martaba main kisi kaam se rasoolullah s.a.w. ki khidmat mein hazir huwi.
To aap s.a.w. ne inn se poocha,
Ye kaun aurat aayi hai (tere saath)? Kya ye shohar wali hai?
Maine arz kiya, ji haan.
Phir aap ne muzh se poocha,
Tera apne shohar ke saath kaisa rawayya hai?
Maine kaha,
Main ne kabhi uss ki ita’at aur khidmat karne mein koi kasar nahee chori siwaye uss cheez ke jo mere bas mein na ho.
Aap s.a.w. ne farmaya,
Achcha (ye to tumhara nazriya hai), ye to batao, uss ki nazar mein tum kaisi ho?
…Khair, sunn lo,
Beshak tumhara shohar tumhari jannat aur jahannam hai.
(Al-Mua’jjamul Kabeer lit-Tibrani : 448, Musnad-e-Ahmad : 19003, Mustadrak Hakim : 2769, Sunan-ul-Kubara lil-Baihaqi : 14706)

Iss haidth ke qabil-e-gaur tukada ye hai, َإِنَّمَا هُوَ جَنَّتُكِ وَنَارُكِ yani Beshak tumhara shohar tumhari jannat aur jahannam hai.

————————
Note: Please dont alter / edit this msg when you are farwarding. This is one type of Khiyanat in the eye of writer.
Meharbani kar ke iss msg mein koi tableeli ya kami wa beshi na karein. Ye ek tarah ki khiyanat hai musannif ki nigah mein.
Aur kisi ki mehnat ko zaya karna achchi baat nahee.
——————